Loading

Namaskar sabhi ko meine ek post parha Ex Wt ke baare mein to mujhe ek ghatna 1982 ki yaad aayi jab Baba ke saath field walk mein gaya tha Dada Tapeshvarananda ji tatkalin CDPS bhi the while walking Dada Tapeshvarananda ji asked Baba ye jo ex wt hain jo sanstha chor diye kya vapis aayenge ya fir kya hog unlogo ka  to Baba ruk kar dono haat tight pakar kar bole ye rista hai guru aur shishya ka aur until i hold the hands of my shisya jab munh se na nikal jaay ki Baba aap par vishvas nahi hai fir uski durgati jo hoti hai wo batane ki nahi? Fir Baba bole kaun wt chor kar gaya ya kaun sanstha mein hai tumhari samasya nahi hai isliye tum iski chinta na karo ye mere aur us wt ki bich ki baat hai? To behatar hoga is tarah ki baat na kare ki ex wt ko ya Baba ko dukh lage? Thank you

Bhodhaprajiiananda dada
±639423392177